Home » Dua For Evil Eye » Nazar Ki Dua in Islam – 3 Powerful Nazar Utarne Ki Dua aur Tarika
Dua For Evil Eye

Nazar Ki Dua in Islam – 3 Powerful Nazar Utarne Ki Dua aur Tarika

Nazar Ki Dua
4.8
(89)

Assalamalaikum mere sabhi Musalman bhai beheno ko. Is article me aaj hum aapko bataenge 3 sabse asardaar buri nazar ki dua (नज़र की दुआ). Nazar utarne ki in duaon se hazaro parivaro ka bhala hua hai. Agar aapko apne ghar me aae dukhon ki vajah buri nazar lagti hai to ye Islamic prayer aapke bahut kaam aaegi.  

Kya aap buri nazar aur uske asar ke baare me janna chahte hai? Agar aap nahi jaante to aapko ye padh ke hairaani hogi ki kisi ki buri nazar hamari zindgi ka sara sukh-chain barbaad kar skti hai. Nazre bad ka sabse kaargar ilaaj hai Nazre bad se bachne ki dua. Kisi ki buri nazar ka asar hataane ke liye bhi Quran mein nazar utarne ka tariqa bataya gaya hai. Is post ko dhyaan se padhne pe aapko saari dua aur tarike samajh aa jaenge.  

Aiye ab hum aapko Quran mein likhi 5 sabse asardaar nazar ki dua ke baare me batate hai.  

dua for nazar in islam

Kisi ki bhi buri nazar ki se hamesha bach ke rehne ke liye nazar ki dua in Islam hamesha padhni chahiye. Is takatvar dua se aap khudko, apni family aur apne ghar ko nazar-e-bad se bacha ke rakh paenge.  

The Quranic verse often recited for protection against the evil eye is Surah Al-Falaq (Chapter 113), specifically verses 1-5: 

Surah Al-Falaq (113:1-5) 

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ 

قُلْ أَعُوذُ بِرَبِّ الْفَلَقِ 

مِن شَرِّ مَا خَلَقَ 

وَمِن شَرِّ غَاسِقٍ إِذَا وَقَبَ 

وَمِن شَرِّ النَّفَّاثَاتِ فِي الْعُقَدِ 

وَمِن شَرِّ حَاسِدٍ إِذَا حَسَدَ 

 Translation of dua for removing nazar in English

In the name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful. 

Say, “I seek refuge in the Lord of daybreak 

From the evil of that which He created.

From the evil of darkness when it settles,

And from the evil of the blowers in knots,

And from the evil of an envier when he envies.”

dua For Nazar In Islam In Simple Steps

Simple steps to perform the nazar ki dua in Quran using Surah Al-Falaq (Chapter 113): 

  • 1. Perform ablution (wudu) to ensure cleanliness. 
  • 2. Make a sincere intention in your heart that you are seeking protection from the evil eye. 
  • 3. Face the Qibla (direction of the Kaaba in Mecca). 
  • 4. Recite “Bismillah” (In the name of Allah) to begin. Follow the recitation with Surah Al-Falaq (Chapter 113) verses 1-5. 
  • 5. After reciting, make a personal supplication (dua) asking Allah for protection against the evil eye and any harm. 
  • 6. You can repeat this dua as often as you feel necessary. Typically, this dua is recited after obligatory prayers or during times of feeling threatened by the evil eye. 

Buri Nazar Utarne Ki Dua  

Zindagi me hume kisi ki bhi buri nazar bahut aasani se lag sakti hai. Kisi ko lagi buri nazar utaarne ka Quran me bahut hi asardaar tariqa hai. Us tariqe ko sahi se karne ke liye sabse pehle buri nazar utarne ki dua padhni hoti hai. Is dua ki madad se ham apne shareer ya ghar par pade bure saaye se hamesha ke liye nijaat paa sakte hai.  

Buri Nazar Utarne Ki Dua Padhne Ka Tariqa:  

  1. Sabse pehla kadam hai apne dil se nazar utarne ki niyat banayein. 
  2. Dua padhne se pehle wuzu bana lein. 
  3. Qibla (Kaaba) ki taraf munh karke khade ho jaayein. 
  4. Dua padhne se pehle tasbeehat (subhanAllah, alhamdulillah, Allahu akbar) padhein. 
  5. Apne dil se Allah se guzarish karein ki aapko kisi bhi buri nazar se bachaye rakhe. 
  6. Dua padhne se pehle “A’udhu Billahi Minash Shaitanir Rajeem” padhein. 
  7. Dua padhne ki shuruaat “Bismillah Hir Rahman Nir Raheem” se karein. 
  8. Nazar utarne ki dua mein Surah Al-Falaq aur Surah An-Naas ko padhna bhi shamil hai. Surah Al-Falaq: “Qul a’udhu birabbinnaas. Malikinnaas. Ilahinnaas.” 

   Surah An-Naas: “Qul a’udhu birabbil-falaq. Min sharri ma khalaq.” 

  1. Najar utarne ki dua padhte waqt apne maqsad ke liye khuda se dua karein.

Also Read:

Nazre Bad Ki Dua

Dua for Evil Eye Protection

Nazar Ki Dua for Baby

Hamare Maulvi ji ka bataya hua bacho ko nazar ki dua se bachae rakhne ka tarike hum aapko bata rahe hai.

  1. Sabse pehle, wudu karein, paani se haath aur face dhoye.
  2. Phir, apne haathon ko bacho ke sar par rakh kar “Bismillah” padhein.
  3. Ab, “A’udhu billahi min ash-shaytan ir-Rahim” (Main shaitan se Allah ki panah maangta hu) padhein.
  4. Bachho ko nazar se bachane ki dua padhein: “Bismillahil ladhi la yadurru ma’asmihi shay’un fil ardi walaa fis samaa’i, wa Huwas-Sami’ul-‘Aleem” (Main Allah ke naam se shuru karta hu, jiske naam se kuch bhi zameen par ya aasman mein nuksaan nahi pahunch sakta, woh sunne wala, janne wala hai).
  5. Is dua ko rojana padhkar bacho ko nazar se bachayein.

Agar aapko buri nazar ke baare me koi sawaal hai to aap hamare Maulvi Sahab se aaj hi baat karein. Bacche ki nazar utarne ki dua aur behtar tareeka jaanne ke liye aap aaj hi unse call pe baat keejiye

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 4.8 / 5. Vote count: 89

No votes so far! Be the first to rate this post.

Similar Posts